Redmi Note 5 Pro Security Glitches | Aapki Privacy Khatre Me - NRTrickHub

Latest Update

Wednesday, March 28, 2018

Redmi Note 5 Pro Security Glitches | Aapki Privacy Khatre Me

Redmi India ke taraf se Mi Note 5 Pro 22nd February 2018 ko launch hua tha jiska flash sale pahli bar flipkart aur Mi.com par ek sath tha. Mi India ke Head Manu Kumar ne dawa kiya ki Note 5 pro 3 mins. ke andar 3 lakh units sold out hua tha.

Special Features

ProcessorSnapdragon 636
RAM4/6 GB - LPDDR4X
Storage64 GB
Display15.6 CM FHD+
PriceRs.13,999 /Rs.16,999
GPUAdreno 509


Security Glitches:
Jaisa ki hum phone lete hi Screen Lock, App Lock jaise sare features enable kar dete hai taki hamara phone koi dusra use na kar paye lekin yahi security system kam na kare to phir ye sare features bekar hai. Aapne apne phone me Fingerprint, PIN, Pattern etc. jaise features enable kiye honge lekin ye sare Lock Features Sirf ek Tap par crack ho jate hai.
Security Feature enable karne ke baad


Glitches:
1. Face Lock: Ye utna secure nahi hai jitna ki PIN, Password aur Fingerprint Agar kisi ka chehra aap se milta ho ya aapke kisi bhi photograph se aasani se unlock ho jayega.
2. H\W Test: Sabse important glitches. Agar aap apne phone ki Hardware Test karte hai(HW Test Ke liye Dial Kare *#*#64663*#*# ya Phir - Settings > About Phone > Kernal Version )


  • 41 No. par aapko Finger Sensor Test Dikhega, Us par tap kare.
  • SELT-TEST aur CHECKERBOARD TEST Dono par tap karne ke baad 
  • Enrol par tap kare aur Apna Finger Scanner par 10 times hold and remove kare.
  • Aapka Sara Security Function Crack ho chuka hoga.....!!

TEMP. Solution: Phir se sare Security feature Enable kare
Permanent Solution: Mi ko mail forward kare aur fix karne ke liye bole.

No comments:

Post a Comment