Xiaomi ne Goods and Services Tax (GST) ke wazah se apne products ka price INDIA me thoda kam kar dia hai. Jisase Mi users kafi khush honge aur unhe saste damo par Mi ka product mil jayega.
Mi Community ne kaha hai ki "GST ke wazah se jo rate cut hua hai uska benfits Mi users ko milega."
Xiaomi ne haal hi me kaha hai ki wo apna Tisra manufacturing Hub INDIA me establish karna chahti hai. Jo ki Indian Mi users ke liye kafi axhi baat hai.
Mi ka jo nya price hai Mi ke official site par dekhne ko milegea. Jaisa ki abhi Flipkart aur Amazon ne abhi update nahi kia hai, lekin ye bhi jald hi update kar denge.
Products List:
Power Bank: 10000mAh Mi Power Bank 2 (Black). Jiska Original price Rs. 1199 hai jabki ab eska price sirf Rs. 1099. 10000mAh Mi Power Bank Pro (Grey) eska original price Rs.1599 hai jabki ye ab Rs. 1499 me mil jayega Aapko. 20000mAh Mi Power Bank 2 (white) eska original price Rs.2199 hai jabki ye ab Rs. 1999 me mil jayega Aapko. Aapko Rs. 100 rupay ka difference milta hai.
USB Cable: Mi USB cable ka original price Rs.199 hai jaldi ab wo Rs.179 me bik rha hai. 2 in 1 USB Cable ki original price Rs.299 hai jabki abhi wo sirf Rs. 249 mil rha hai.
USB Fan: Eski original cost Rs. 249 hai jabki ab wo Rs.229 me mil jayega.
Charger: Mi Phone ki Original Charger ki Price Rs. 399 hai jabki aapko Mi ki site par Rs.349 me mil jayegi. Mi Car charger ki original price Rs.799 hai jabki ab Rs. 699 me uplabadh hai.
Others: aur kuxh product jaise ki cases aur screen protectors aur jo Redmi 4 aur Redmi Y1 par bhi aapko discount milega.
Bonus: Flat Rs. 300 PayTm cashback, Mi A1 aur Mi Note 4 purchage krne par. (Read T&C)
Adhik Jankari ke liye Mi ki Official Site Visit kar skte hai.
No comments:
Post a Comment